Teri Kasti ka "Musafir " hoon , Ae Zindagi
Tu jab kahe Utar jauga , Ae Zindagi
Tera Mera RISHTA ik Khamosh Kahani hai
Jal jaaye toh Angaar , Bhuj jaaye toh paani hai
Maine Yuhi Khawabon ki talash mein Guzar di tamaam Umar
Kasti bhi teri , Sagar bhi Tera
Yahan Apna kya" hai , Ae Zindagi

2 comments:
tamanna hai to zinda hai,warna hum yahaan kyaa hai!
Online Gifts to India
Post a Comment