Search This Blog

Thursday, 30 May 2013

Dard bhi apna Jaan bhi apni

Dard bhi apna Jaan bhi apni 
Dil-e-nadaan daman chudaye , toh chudaye kish se 

Apna Saaya Bhi jab de , har Kadam par Thokar
Toh ye Jism  dosti banaye , toh banaye kish se

Ab takk Guzarta hu Din , Kisi na kisi Rukh ki chao mein
Tere bina mein Ashiana , banau toh banau kaise