Baadlo mein Jab Tera , Chehra nazar aata hai
Zameen par har taraf , mujhe sehra nazar aata hai
Puchoo bhi toh kis se puchoo , Tere ghar ka pata
Sagar khamosh aur dariya thehra nazar aata hai
Dhoondu bhi toh kahan , main Ulfat ka ik Aalam
Aalam Aalam teri Yadon ka Pehra nazar aata hai
Saakh se toote hue , Patte ka chehra detha tha Semme"
Unmein bhi yadon ka Asar , Gehra nazar aata hai
Baadlo mein Jab Tera ..............

2 comments:
Sagar khamosh aur dariya thehra nazar aata hai .
kyaa baat hai ...very nice...
Send Gifts to India Online
Post a Comment